SONG: Jinki Nigaho Ne Cheena Hai Dil Mera - जिनकी निगाहों ने छिना है दिल मेरा

Jinki Nigaho Ne Cheena Hai Dil Mera - जिनकी निगाहों ने छिना है दिल मेरा

LYRICS:
jinki nigaho ne china hai dil mera dekho ji unka nishana kahi or hai jiske liye jali or jal ke rah gayi shama wo parwana wo diwana koi or hai jinki nigaho ne china hai dil mera o mere khyalo pe khushi ke rang dal ke nanhe se dil ko aasmano me uchal ke ankhiyo me aake arma jaga ke kahte hai mera thikana kahi or hai jinki nigaho ne china hai dil mera wade bahar ne cheda hai mujhe pyar se ulfat ke nagme baj rahe hai dil ke tar se halchal yaha hai chahat jawa hai lekin khushi ka jamana kahi or hai jinki nigaho ne china hai dil mera jinki nigaho ne china hai dil mera