SONG: Jine Wale Muskura Ke Jee Khushi Ke Jam Muskura Aur Pee - जीने वाले मुस्कुरा के जी खुशी के जाम मुस्कुरा और पी

Jine Wale Muskura Ke Jee Khushi Ke Jam Muskura Aur Pee - जीने वाले मुस्कुरा के जी खुशी के जाम मुस्कुरा और पी

LYRICS:
jine wale mushkurake jee khushi ke jam muskura or pee khabar kisko ke kal kya ho are ye do din ki hai jindagi khub hai ye falsafa aapka kal ko goli mar do are wah wah khub hai ye falsafa aapka kal ko goli mar do are wah wah khub ho tum or kya kahne hai tumhari mahfil ke jine wale mushkurake jee khushi ke jam muskura or pee khabar kisko ke kal kya ho are ye do din ki hai jindagi lakh bach bach ke chalo is rah par dhokha de hi jayegi tumhari najar lakh bach bach ke chalo is rah par dhokha de hi jayegi tumhari najar milti hai manjil jab chalte hai dono mil mil ke jine wale mushkurake jee khushi ke jam muskura or pee khabar kisko ke kal kya ho are ye do din ki hai jindagi jindagi kya chiz hai kya jano tum ho sake to khud ko hi pahchano tum jindagi kya chiz hai kya jano tum ho sake to khud ko hi pahchano tum pathar dil tum kya jano mehman ho kis din ke jine wale mushkurake jee khushi ke jam muskura or pee khabar kisko ke kal kya ho are ye do din ki hai jindagi