SONG: Jine Ka Agar Andaz Aaye - जीने का अगर अंदाज आये

Jine Ka Agar Andaz Aaye - जीने का अगर अंदाज आये

LYRICS:
jine ka agar andaz aaye to kitni hansi hai zindagi jine ka agar andaz aaye to kitni hansi hai zindagi marne ke liye jina hai agar to kuch bhi nahi hai zindagi kuch log yaha phulo ki jagah kanto ki tamanna karte hai kuch log yaha phulo ki jagah kanto ki tamanna karte hai jite hai na jine dete hai hasti ko wo ruswa karte hai hasti ko wo ruswa karte hai jine ka agar andaz aaye to kitni hansi hai zindagi marne ke liye jina hai agar to kuch bhi nahi hai zindagi shabnam ki chamak, suraj ki kiran kaliyo ki hansi dekhi hi nahi shabnam ki chamak, suraj ki kiran kaliyo ki hansi dekhi hi nahi ye zindagi kitni dilkash hai afsos kabhi dekhi hi nahi afsos kabhi dekhi hi nahi jine ka agar andaz aaye to kitni hansi hai zindagi marne ke liye jina hai agar to kuch bhi nahi hai zindagi