SONG: Jine Diyaa Naa Chain Se - जीने दिया ना चैन से

Jine Diyaa Naa Chain Se - जीने दिया ना चैन से

LYRICS:
jine diya na chain se do din bhi pyar me jine diya na chain se jinda hue ko mar diya intzar ne jinda hue ko mar diya intzar ne jine diya na chain se gum dur ho gaya gum ki dard ban gayi bachkar fiza se ban gayi to luta bahar ne jinda hue ko mar diya intzar ne jine diya na chain se baithe hue hai dil me tamanna liye hue tamanna liye hue shayad jaga diya hamari pukar ne jinda hue ko mar diya intzar ne jine diya na chain se tare khile hai chand bhi hai chandani bhi hai aa jao ab to rat ki julfe sawarne jinda hue ko mar diya intzar ne jinda hue ko mar diya intzar ne jine diya na chain se do din bhi pyar me jine diya na chain se