SONG: Jindagi Ye Uski Hai Jo Jindagi Se Khele - जिंदगी ये उसकी है जों जिंदगी से खेले

Jindagi Ye Uski Hai Jo Jindagi Se Khele - जिंदगी ये उसकी है जों जिंदगी से खेले

LYRICS:
dil ko sambhal tu gum na pal dabe dade soye soye armaa nikal jindagi ye uski hai jo jindagi se khele jindagi ye uski hai jo jindagi se khele dunia unke pichhe holi jo chal pade akele dunia unke pichhe holi jo chal pade akele jindagi ye uski hai jo jindagi se khele he jaag uthe arman sare raat gum ki biti dard hara ranj hara dil ne baji jiti he jaag uthe arman sare raat gum ki biti dard hara ranj hara dil ne baji jiti apne aasu mujhko de de mere hasi tu le le meri hasi tu le le jindagi ye uski hai jo jindagi se khele he humne chunri rang ya rang di takdire chhap di aachalo par dil ki bhi tasvire he humne chunri rang ya rang di takdire chhap di aachalo par dil ki bhi tasvire odh ke ek din dekh le gori mele lagenge mele mele lagenge mele jindagi ye uski hai jo jindagi se khele karke tona totka tab tune himmat hari bas me tere aaj tak aayi na chanchal nari dede sadi ek tapa ke baat bane albeli jindagi ye uski hai jo jindagi se khele dunia unke pichhe holi jo chal pade akele jindagi ye uski hai jo jindagi se khele