SONG: Jindagee Ke Khel Me Kaun Yeh Jane Ke Hona Hai Kya - ज़िन्दगी के खेल में कौन ये जाने के होना हैं क्या

Jindagee Ke Khel Me Kaun Yeh Jane Ke Hona Hai Kya - ज़िन्दगी के खेल में कौन ये जाने के होना हैं क्या

LYRICS:
zindagi ke khel me kaun ye jane ke hona hai kya zindagi ke khel me kaun ye jane ke hona hai kya jo bhi hona hai wo to hoga na soch tu kya hoga zindagi ke khel me kaun ye jane ke hona hai kya kaha se chale, kaha aaye ham kaha se chale, kaha aaye ham hame le chale kaha ye kadam aane vala hai jo lamha kya dikhayega ho agla mausam jane kaise gul khilayega badli jo rut yaha to jane kaisi chalegi hawa jo bhi hona hai wo to hoga na soch tu kya hoga zindagi ke khel me kaun ye jane ke hona hai kya jise khel ham samajhate rahe jise khel ham samajhate rahe pata ye chala ke wo pyar hai kal jo apna rasta tha ab wo manjil hai o kal ki sari duniya jane, aaj bas dil hai dekho ham dono se hona hai sara zamana khafa jo bhi hona hai wo to hoga na soch tu kya hoga zindagi ke khel me kaun ye jane ke hona hai kya