SONG: Jina Mushkil Marna Mushkil Bechain Hai Dil - जीना मुश्किल मरना मुश्किल

Jina Mushkil Marna Mushkil Bechain Hai Dil - जीना मुश्किल मरना मुश्किल

LYRICS:
jina mushkil marna mushkil ho bechain hai dil betab hai dil jina mushkil marna mushkil ho bechain hai dil betab hai dil dil tha ek najuk sa shisha thes lagi wo tut gaya ab meri barbad zindagi me kya hai gum ke siwa gum ke siwa ho gum ke siwa gum ke siwa ho gayi ulfat ki manzil bechain hai dil betaab hai dil jina mushkil marna mushkil ho bechain hai dil betaab hai dil tumne nazre badli mujhse kismat ne muh fer liya gum ki ek aandhi aayi har simat pe mujhko gher liya tuti kashti dur kinara bechain ho hai dil betaab hai dil jina mushkil marna mushkil ho bechain hai dil betaab hai dil jo kuch dekha khwaab tha wo bhi adhura rah gaya jo kuch dekha khwaab tha wo bhi adhura rah gaya pyar bhare dil ka har armaa aansu banke bah gaya ho gayi viran main toh ho bechain hai dil betaab hai dil jina mushkil marna mushkil ho bechain hai dil betaab hai dil