SONG: Jin Aankhon Ki Nind Haraam Hui - जिन आँखों की नींद हराम हुई

Jin Aankhon Ki Nind Haraam Hui - जिन आँखों की नींद हराम हुई

LYRICS:
jin ankho ki nind haram hui un ankho ka haal wo kya jane jin ankho ki nind haram hui un ankho ka haal wo kya jane kyu palko ko ashko se pyar hua kyu jina bawal wo kya jane kyu palko ko ashko se pyar hua kyu jina bawal wo kya jane kyu kanpte hotho pe kuch bhi nahi kyu dil me tamanna hai sahmi hui kyu kanpte hotho pe kuch bhi nahi kyu dil me tamanna hai sahmi hui aa-aa ke satata rahta hai aa-aa ke satata rahta hai kyu unka khayal wo kya jane aa-aa ke satata rahta hai kyu unka khayal wo kya jane jin ankho ki nind haram hui un ankho ka haal wo kya jane din chain se jinke guzarte ho aur raate ho jinki nind bhari din chain se jinke guzarte ho aur raate ho jinki nind bhari ek pyar ke mare huye dil ka ek pyar ke mare huye dil ka behaal sa haal wo kya jane ek pyar ke mare huye dil ka behaal sa haal wo kya jane jin ankho ki nind haram hui un ankho ka haal wo kya jane