SONG: Jhuthe Ka Muh Kala - झूठे का मुह काला

Jhuthe Ka Muh Kala - झूठे का मुह काला

LYRICS:
dunia walo ke aage jo jara jhuka bemaut mara are teer top talwar mukabil ho to chalao us tarah jhuthe ka muh kala sache ka bolbala jhuthe ka muh kala sache ka bolbala tu zindagi ke saaz pe kyu gaata hai betala tu zindagi ke saaz pe kyu gaata hai betala ho betala hai betala are betala jhuthe ka muh kala sache ka bolbala tu zindagi ke saaz pe kyu gaata hai betala ho betala hai betala are betala rahe andhera maszid me to mahfil sama ujala biwi odhe phati odhni channi jaan doshala rahe andhera maszid me to mahfil sama ujala biwi odhe phati odhni channi jan doshala channi jaan doshala channi jaan doshala channi jaan doshala channi jaan doshala are aage aage dekh hota hai kya jhuthe ka muh kala sache ka bolbala tu zindagi ke saaz pe kyu gaata hai betala jhuthe ka muh kala jaam anguri ameer peeta jaam anguri ameer peeta garib aankh ka pani garib aankh ka pani khuda ka banda gam khata khuda ka banda gam khata shaitan murg biryani par aage aage dekhna hota hai kya are hota hai jhuthe ka muh kala sache ka bolbala tu zindagi ke saaz pe kyu gaata hai betala jhuthe ka muh kala aalim nahi juban hilate jalim chhuri chalate aashik phirte maare maare ullu maje udate par aage aage dekhna hota hai kya are hota hai jhuthe ka muh kala sache ka bolbala tu zindagi ke saaz pe kyu gaata hai betala ho betala hai betala are betala jhuthe ka muh kala sache ka bolbala tu zindagi ke saaz pe kyu gaata hai betala ho betala hai betala are betala jhuthe ka muh kala