SONG: Jhume Re Kali Bhanvara Ulajh Gaya Kanton Me - झूमे रे कली भँवरा उलझ गया काँटों में

Jhume Re Kali Bhanvara Ulajh Gaya Kanton Me - झूमे रे कली भँवरा उलझ गया काँटों में

LYRICS:
jhume re kali bhanvra ulajh gaya kanto me jhume re kali bhanvra ulajh gaya kanto me ban ban dhundhe pavan sharabi ban ban dhundhe pavan sharabi gagan kahe gagan kahe chupke se phul khila kanto me jhume re kali bhanvra ulajh gaya kanto me sham-savere dil ko ghere kaun mujh pe jadu phere sab samajhave prit buri hai sab samajhave prit buri hai lagan kahe lagan kahe jivan ka chain chhupa kanto me jhume re kali bhanvra ulajh gaya kanto me man me aake chain churake jo chhup jaye nind udake man me aake chain churake jo chhup jaye nind udake jab mai unka naam pukaru jab mai unka naam pukaru nazar kahe nazar kahe anchal se puchh pata kanto me jhume re kali bhanvra ulajh gaya kanto me ban ban dhundhe pavan sharabi ban ban dhundhe pavan sharabi gagan kahe gagan kahe chupke se phul khila kanto me jhume re kali bhanvra ulajh gaya kanto me