SONG: Jhumata Mausam Mast Mahina - झूमता मौसम मस्त महीना

Jhumata Mausam Mast Mahina - झूमता मौसम मस्त महीना

LYRICS:
jhumta mausam mast mahina, chand si gori ek hasina aankh me kajal muh pe pasina ya allah, ya allah, dil le gayi ya allah, ya allah, dil le gayi koi rangila sapno me aake, ek najar se apna bana ke pyar ka jadu hampe chala ke ya allah, ya allah, dil le gaya ya allah, ya allah, dil le gaya thandi sadak nim tale tir-e-najar khub chale o tum bhi udhar jakhmi huye, ham bhi idhar jakhmi huye haye lal chunariya chal nirali, sar pe jhumar kan me bali hath me chudiya motiyo vali ya allah, ya allah, dil le gayi ya allah, ya allah, dil le gayi koi rangila sapno me aake, ek najar se apna bana ke pyar ka jadu hampe chala ke ya allah, ya allah, dil le gaya ya allah, ya allah, dil le gaya tum bhi yaha ham bhi yaha aisa milan hoga kaha o teri kasam jan-e-jaha, dil hai vahi tu hai jaha o dil ka malik ik matvala, is jahan me sabse nirala pyar ka suraj dil ka ujala ya allah, ya allah, dil le gaya ya allah, ya allah, dil le gaya jhumta mausam mast mahina, chand si gori ek hasina aankh me kajal muh pe pasina ya allah, ya allah, dil le gayi ya allah, ya allah, dil le gayi dono taraf aag lagi, aisi lagi bujh na saki o tum bhi jale ham bhi jale, khil to gayi dil ki kali mukhda tera gul ki kahani, julfe teri shyam suhani rup ki mallika pyar ki rani ya allah, ya allah, dil le gayi ya allah, ya allah, dil le gayi koi rangila sapno me aake, ek najar se apna bana ke pyar ka jadu hampe chala ke ya allah, ya allah, dil le gaya ya allah, ya allah, dil le gaya jhumta mausam mast mahina, chand si gori ek hasina aankh me kajal muh pe pasina ya allah, ya allah, dil le gayi ya allah, ya allah, dil le gayi ya allah, ya allah, dil le gaya ya allah, ya allah, dil le gayi ya allah, ya allah, dil le gaya ya allah, ya allah, dil le gayi