SONG: Jhum Uthe Nain Mere Dekh Tujhe Sanware - झूम उठे नैन मेरे देख तुझे सांवरे

Jhum Uthe Nain Mere Dekh Tujhe Sanware - झूम उठे नैन मेरे देख तुझे सांवरे

LYRICS:
jhum uthe nain mere dekh tujhe sanware dekh tujhe jhum uthe nain mere dekh tujhe sanware dekh tujhe main hi nahi jhum raha sara nand gaon re dekh tujhe sanware dekh tujhe jhum uthe nain mere dekh tujhe sanware dekh tujhe lok laaz ka bhi gyan dhyan kho gaya lok laaz ka bhi gyan dhyan kho gaya na jane mujhe aaj kya ho gaya na jane mujhe aaj kya ho gaya jaag uthe janam janam sunke krishan naam re dekh tujhe sanware dekh tujhe jhum uthe nain mere dekh tujhe sanware dekh tujhe yu chitwan me ras ke megh chhaye hue tu apna hua sab paraye hue tu apna hua sab paraye hue kaamini ko aaj mile prem ghan ki chhaw re dekh tujhe sanware dekh tujhe jhum uthe nain mere dekh tujhe sanware dekh tujhe man ke varindavan me praan hai magan man ke varindavan me praan hai magan ab to lagi meri tujhse lagan ab to lagi meri tujhse lagan