SONG: Jhum Jhum Kar Chali Akeli - झूम झूम कर चली अकेली

Jhum Jhum Kar Chali Akeli - झूम झूम कर चली अकेली

LYRICS:
jhum jhum kar chali akeli, aaj na jaane kaha naveli mast najar sharmaaye ho gaya, ho gaya hai pyar ka jadu nagin si balkhaye jhum jhum kar chali akeli, aaj na jaane kaha naveli mast najar sharmaaye ho gaya, ho gaya hai pyar ka jadu nagin si balkhaye mastaani hai chaal, gulaabi gaal, umariya baali mastaani hai chaal, gulaabi gaal, umariya baali ghunghar vaale baal sunhari jaal, najriya matvaali dur dur se jhalak dikhaye, sanvariya jab paas bulaye chham chham badhti jaaye ho gaya, ho gaya hai pyar ka jadu nagin si balkhaye jhum jhum kar chali akeli, aaj na jaane kaha naveli mast najar sharmaaye ho gaya, ho gaya hai pyar ka jadu nagin si balkhaye albeli magarur, nashe me chur chali laharaati albeli magarur, nashe me chur chali laharaati dekho karti maan chalati ban, hai dil ko tadpaati aag laga kar aankh churaaye, sanvariya jab paas bulaye chham chham badhati jaaye ho gaya, ho gaya hai pyar ka jadu nagin si balkhaye jhum jhum kar chali akeli, aaj na jaane kaha naveli mast najar sharmaaye ho gaya, ho gaya hai pyar ka jadu nagin si balkhaye