SONG: Jhule Men Pawan Ke Aai Bahaar - झूले में पवन के आई बहार

Jhule Men Pawan Ke Aai Bahaar - झूले में पवन के आई बहार

LYRICS:
jhule me pawan ke aayi bahaar naino me naya rang laayi bahaar pyaar chhalke ho pyaar chhalke o dole man mora sajna dole man mora, ho ji ho dole man mora sajna chunriya baar-baar dhalke jhule me pawan ke aayi bahaar pyaar chhalke ho pyaar chhalke o o o meri taan se uncha tera jhulna gori meri taan se uncha tera jhulna gori mere jhulne ke sang tere pyaar ki dori mere jhulne ke sang tere pyaar ki dori tu hai jivan singaar, pyaar chhalke jhule me pawan ke aayi bahaar pyaar chhalke ho pyaar chhalke o o o baadal jhum ke aaye gaagar pyaar ki laaye baadal jhum ke aaye gaagar pyaar ki laaye koyal kukati jaaye ban me mor bhi gaaye koyal kukati jaaye ban me mor bhi gaaye chhede ham-tum malhaar, pyaar chhalke aa aa aa chhede ham-tum malhaar jhule me pawan ke aayi bahaar naino me naya rang laayi bahaar pyaar chhalke ho pyaar chhalke ho ho pyaar chhalke, ho ho pyaar chhalke ho ho pyaar chhalke