SONG: Jhuki Jhuki Nazar Utha

Jhuki Jhuki Nazar Utha

LYRICS:
jhuki jhuki nazar utha zara meri nazar me aa mai tujhse kah rahi hun kya jabab de sawal ka agar main tujhse ye kahun ki mujhko tujhse pyar hai meri baat pe tujhe kaha tak atwaar hai agar mai tujhse ye kahu badi hasin raat hun bade maze ki baat hun badi hasin raat hun bade maze ki baat hun tujhe yakin ho na ho mai zindgi ka sath hun agar main tujhse ye kahun ki mujhko tujhse pyar hai dabe dabe khyaal ko nigaah se utha le tu dabe dabe khyaal ko nigaah se utha le tu umang jhum jhum uthe bhawar ka dil me jaan tu agar main tujhse ye kahun ki mujhko tujhse pyar hai kadam utha sakega tu na dil bacha sakega tu kadam utha sakega tu na dil bacha sakega tu mujhe ye atwaar hai na uth ke ja sakega tu na uth ke ja sakega tu