SONG: Jhuki Jhuki Jaye Nazar Sharmaye Kuch Bhi Kaha Na Jaye - झुकी झुकी जाये नजर शर्माए कुछ भी कहा ना जाये

Jhuki Jhuki Jaye Nazar Sharmaye Kuch Bhi Kaha Na Jaye - झुकी झुकी जाये नजर शर्माए कुछ भी कहा ना जाये

LYRICS:
Jhuki Jhuki jaye nazar sharmaye kuch bhi kaha na jaye kuch bhi kaha na jaye unse jhuk jhuk jaye nazar sharmaye kuch bhi kaha na jaye kuch bhi kaha na jaye unse kuch bhi kaha na jaye jisne saza di pyar ki duniya ulfat ke ye karar ki duniya jisne saza di pyar ki duniya ulfat ke ye karar ki duniya kyu na un par jaan luta du aaj mili hai bahar ki duniya hosh kaha hai chand yaha hai kuch bhi kaha na jaye kuch bhi kaha na jaye kuch bhi kaha na jaye unse Jhuki Jhuki jaye nazar sharmaye kuch bhi kaha na jaye kuch bhi kaha na jaye unse kuch bhi kaha na jaye mai to kahu wo jadugar hai dil ye kahe ulfat ka sar hai mai to kahu wo jadugar hai dil ye kahe ulfat ka sar hai kiski manu re bate kiski manu re tauba kahna bhi mushkil rahna bhi mushkil kuch bhi kaha na jaye kuch bhi kaha na jaye unse Jhuki Jhuki jaye nazar sharmaye kuch bhi kaha na jaye kuch bhi kaha na jaye unse kuch bhi kaha na jaye jab wo hamare samne aaye nazre daman chumne jaye jab wo hamare samne aaye nazre daman chumne jaye dil ki bate dil me hi ghume hotho ki kaliya tharraye mai sharmau chhup chhup jau kuch bhi kaha na jaye kuch bhi kaha na jaye Jhuki Jhuki jaye nazar sharmaye kuch bhi kaha na jaye kuch bhi kaha na jaye unse kuch bhi kaha na jaye