SONG: Jhuke Hai Badal Balon Ke - झुके हैं बादल बालो के

Jhuke Hai Badal Balon Ke - झुके हैं बादल बालो के

LYRICS:
jhuke hai badal balo ke chhue hai gulshan galo ke yahi to mausam aankho se pine ka hai suno ji kangana diwane sambhal ke chalna kya jane yahi to mausam masti me jhum le sahi chhedo na saiya mujhe aati hai angdaiya sapne me milti hai pyar ki tanhaiya chahat ka ye din suhana suhana bhul na jana ji bana ke diwana jhuke hai badal balo ke chhue hai gulshan galo ke yahi to mausam aankho se pine ka hai suno ji kangana diwane sambhal ke chalna kya jane yahi to mausam masti me jhum le sahi komal si hu koi tir mat marna hey mar jaunga na yu pyar se pukarna aise me dekho hume na satana bhul na jana ji bana ke diwana jhuke hai badal balo ke chhue hai gulshan galo ke yahi to mausam aankho se pine ka hai suno ji kangana diwane sambhal ke chalna kya jane yahi to mausam masti me jhum le sahi mai to chali dekho pyar ki ada me lut chuke hum to na aur daka daliye dil ko churaya magar na churana bhul na jana ji bana ke diwana jhuke hai badal balo ke chhue hai gulshan galo ke yahi to mausam aankho se pine ka hai suno ji kangana diwane sambhal ke chalna kya jane yahi to mausam masti me jhum le sahi