SONG: Jhoom Rahi Jhoom Rahi Khushiyo Ki Naav Aaj - झूम रही झूम रही ख़ुशियों की नाव आज

Jhoom Rahi Jhoom Rahi Khushiyo Ki Naav Aaj - झूम रही झूम रही ख़ुशियों की नाव आज

LYRICS:
jhum rahi jhum rahi jhum rahi hushiyo ki naav aaj man ki tarango pe jhum rahi re jhum jhum jhum rahi re ashaye nach rahi naiya ke sang de de ke tali khewaiya ke sang ashaye nach rahi naiya ke sang de de ke tali tali khewaiya ke sang albeli nayichavar khevaiya pe hai albeli nayichavar khevaiya pe hai jhum rahi jhum rahi jhum rahi hushiyo ki naav aaj man ki tarango pe jhum rahi re jhum jhum jhum rahi re ise kya padi ise kya padi jo dhundhe kinara dhundhe kinara raja ki rani chahe jiska sahara bolo jiska sahara ise kya padi jo ye dhundhe kinara dhundhe kinara ye to khevak ke charno ko chum rahi re ye khevak ke ye khevak ke charno ko chum rahi re man ki tarango pe jhum rahi re jhum jhum jhum rahi re jhum rahi jhum rahi jhum rahi hushiyo ki naav aaj man ki tarango pe jhum rahi re jhum jhum jhum rahi re