SONG: Jhoom Bindiya Jhoom Kajara - झूम बिंदिया झूम कजरा

Jhoom Bindiya Jhoom Kajara - झूम बिंदिया झूम कजरा

LYRICS:
jhoom bindiya jhoom kajra jhoom bichhua jhoom kangna jhoom bindiya jhoom kajra jhoom bichhua jhoom kangna ho barso se tha mere mann ka jo sapna wo hi mila mujhko sajna jhoom bindiya jhoom kajra jhoom bichhua jhoom kangna ho barso se tha mere mann ka jo sapna wo hi mila mujhko sajna kab kya hua kaise hua mere siwa kisko pata kab kya hua kaise hua mere siwa kisko pata ho khinche hawa kahe aanchal mera puchhe ghata boli kya hua are bolu main bolu to bolu bhi kya ye hai nasha pyar ka jhoom bindiya jhoom kajra jhoom bichhua jhoom kangna ho barso se tha mere mann ka jo sapna wo hi mila mujhko sajna jhanjhar ye kya gane lagi mujhko sharam aane lagi jhanjhar ye kya gane lagi mujhko sharam aane lagi haan bin pankh main kahan udne lagi ho sanso mein ye kaisi halchal machi are main hoon wahin ya koi dusri haalat ye kya ho gayi jhoom bindiya jhoom kajra jhoom bichhua jhoom kangna ho barso se tha mere mann ka jo sapna wo hi mila mujhko sajna ho mil jayega jab wo piya lagta hai dar phir hoga kya ho mil jayega jab wo piya lagta hai dar phir hoga kya ho dekhega wo sharmaungi main haye laaj se mar jaungi main chhedega wo jahan jaungi main kisko bulaungi main jhoom bindiya jhoom kajra jhoom bichhua jhoom kangna ho barso se tha mere mann ka jo sapna wo hi mila mujhko sajna ho barso se tha mere mann ka jo sapna wo hi mila mujhko sajna