SONG: Jhonka Hawa Ka Jhonka - झोंका हवा का झोंका

Jhonka Hawa Ka Jhonka - झोंका हवा का झोंका

LYRICS:
jhonka hawa ka jhonka jhonka hawa ka jhonka chukar hume jane jaha jane kaha dil le gaya hona yahi tha hona hona yahi tha hona milna tha yu hum tum mile hum tum mile dil kho gaya jhonka hawa ka jhonka kaise lali wo sham ki galo par cha gayi pyase dil me jo bat thi hotho par aa gayi chehre se yu julfe udi wo raj dil khul gaya jhonka hawa ka jhonka halka halka ye dard kya mere dil me utha do dil jab yu bechain ho aaye kitna maza aankho me kya chhaya nasha lagta hai sab kuch naya hona yahi tha hona jagi ratein kati nahi ab to tere bina aise chupke milte rahe aakhir kab tak yaha hona tha jo ho hi gaya ab dar zamane se kya jhonka hawa ka jhonka chukar hume jane jaha jane kaha dil le gaya hona yahi tha hona milna tha yu hum tum mile hum tum mile dil kho gaya jhonka hawa ka jhonka