SONG: Jhil Mil Sitaaron Ke Tale Aa Meraa Daaman Thaam Le - झिल-मिल सितारों के तले आ मेरा दामन थाम ले

Jhil Mil Sitaaron Ke Tale Aa Meraa Daaman Thaam Le - झिल-मिल सितारों के तले आ मेरा दामन थाम ले

LYRICS:
jhil-mil sitaaro ke tale, aa meraa daaman thaam le rangin bahaaro ke tale aa meraa daaman thaam le jhil-mil sitaaro ke tale, aa meraa daaman thaam le main tere dill ki baat hun main tere dill ki baat hun thahri hui barsaat hun main tere dill ki baat hun kadmo pe jiske chaandani main vo suhaani raat hun main vo suhaani raat hun ye husn kaa paigaam le aa meraa daaman thaam le ye husn kaa paigaam le aa meraa daaman thaam le jhil-mil sitaaro ke tale aa meraa daaman thaam le pyaasi nigaahon ki kasam khaamosh aaho ki kasam pyaasi nigaahon ki kasam khaamosh aaho ki kasam main hun sarafa itnzaar main hun sarafa itnzaar in khvaabgaaho ki kasam in khvaabgaaho ki kasam dil ki najar se kaam le aa meraa daaman thaam le dil ki najar se kaam le aa meraa daaman thaam le jhil-mil sitaaro ke tale aa meraa daaman thaam le jhil-mil sitaaro ke tale