SONG: Jhankti Hai Meri Ankho Se Kaza Tham Tham Ke - झाँकती हैं मेरी आँखों से कज़ा थम थम के

Jhankti Hai Meri Ankho Se Kaza Tham Tham Ke - झाँकती हैं मेरी आँखों से कज़ा थम थम के

LYRICS:
jhankti hain meri aankho se kaza tham tham ke jhankti hain meri aankho se kaza tham tham ke jhankti jhankti hain meri aankho se kaza tham tham ke mujhse mat chhed karna khel jaan ke aji ha khel jaan ke aag ko chhu na lena suleman ke aji ha suleman ke mere daman pe daal na lalchai najre bhi jara tham tham ke jhankti jhankti hain meri aankho se kaza tham tham ke ek bijli si chamake ghat ghat me aji ha ghat ghat me ek shola sa damke baat baat me aji ha baat baat me dil to kya hain jaan bhi le legi matwali ada tham tham ke jhanke jhankti hain meri aankho se kaza tham tham ke meri chahat ka nada dhang aur hain aji ha dhang aur hain meri kaatil hansi ka rang aur hain aji ha rang aur hain mere khanjar ke war ka milta hain bismal ko maja tham tham ke jhank ke jhankti hain meri aankho se kaza tham tham ke jahnkti jhankti hain meri aankho se kaza tham tham ke