SONG: Jhanan Jhan Jhna Ke Apni Payal Chali Main Aaj Mat Poocho - झनन झन झना के अपनी पायल चली मैं आज मत पूछो

Jhanan Jhan Jhna Ke Apni Payal Chali Main Aaj Mat Poocho - झनन झन झना के अपनी पायल चली मैं आज मत पूछो

LYRICS:
jhanan jhan jhna ke apni payal chali mai aaj mat pucho kaha jhanan jhan jhna ke apni payal chali mai aaj mat pucho kaha jhanan jhan jhna ke apni payal chali mai aaj mat pucho kaha cham cham apni dagar chalungi cham cham apni dagar chalungi koi bhi roke mai na rukungi mai sawan ki chanchal nadiya bandh ke rahi na bandh ke rahungi jhanan jhan jhna ke apni payal chali mai aaj mat pucho kaha jhanan jhan jhna ke apni payal chali mai aaj mat pucho kaha apni umango me lahrau apni umango me lahrau geet kisi ke gati jau dharti ko baho me bharlu jhum ke ambar me chha jau jhanan jhan jhna ke apni payal chali mai aaj mat pucho kaha jhanan jhan jhna ke apni payal chali mai aaj mat pucho kaha rah me khokar mai apne ko rah me khokar mai apne ko khoj rahi hu us sapne ko tras gaye hai nain hamare jisko palko me rakhne ko jhanan jhan jhna ke apni payal chali mai aaj mat pucho kaha jhanan jhan jhna ke apni payal chali mai aaj mat pucho kaha