SONG: Jeevan Ki Bina Ka Taar Bole - जीवन की वीणा का तार बोले

Jeevan Ki Bina Ka Taar Bole - जीवन की वीणा का तार बोले

LYRICS:
jiwan ki bina ka tar bole sanso ke sur ka singar bole hariday ki dhadkan me pyar bole jane kya bole kya bole kya bole kya bole ho jane kya bole kya bole kya bole kisne suna ke surili si tan mere kano me ras diya ghol re kiski rashili tarango ne mere dil ko kiya dawa dol re dil ko kiya dawa dol re man ki chaman ki bahar bole koyal ki mithi pukar bole jhanjhar ki jhan jhan jhankar bole ho jane kya bole kya bole kya bole ho jane kya bole kya bole kya bole sagar ki lahre sunaye re sargum badal ka rang hua lal re kaisa ye geet aaj gaya gagan ne dharti bhi dene lagi tan re dharti bhi dene lagi tan re chanda ki kirno ka har bole ithlate jharno ki dhar bole man ka papiha bar bar bole jane kya bole kya bole kya bole kya bole jane kya bole kya bole kya bole kya bole jiwan ki bina ka tar bole sanso ke sur ka singar bole hariday ki dhadkan me pyar bole jane kya bole kya bole kya bole kya bole ho jane kya bole kya bole kya bole