SONG: Jeevan Ke Raaste Hazaar Jara Soch Ke Chal Bande - जीवन के रास्ते हज़ार ज़रा सोच के चल बन्दे

Jeevan Ke Raaste Hazaar Jara Soch Ke Chal Bande - जीवन के रास्ते हज़ार ज़रा सोच के चल बन्दे

LYRICS:
man ke andhiyare me tune galiyare me jago logo jago jago jago jiwan ke raste hazar jiwan ke raste hazar jara soch ke chal bande har kadam pe hai bhram ke jaal tu chal bande jiwan ke raste hazar jiwan ke raste hazar dil me chhupa chor tujhe le ke jaha jaye tujhe le ke jaha jaye dil me chhupa chor tujhe le ke jaha jaye us gali se mud ke kabhi koi na aa paye koi na aa paye haar ke na baith apne aap ko badal bande jiwan ke raste hazar jiwan ke raste hazar dhal rahi hai kal ki raat ho chala sawera ho chala sawera dhal rahi hai kal ki raat ho chala sawera ho chala sawera aise me hi aaye tere dil me hai andhera dil me hai andhera man ke dawar khol jara dhup me nikal bande jiwan ke raste hazar jiwan ke raste hazar