SONG: Jeevan Kaa Tu Ujiyara Hai - जीवन का तू उजियारा है

Jeevan Kaa Tu Ujiyara Hai - जीवन का तू उजियारा है

LYRICS:
jeevan ka tu ujiyara hai rakhwala bansi wala hai jeevan ka tu ujiyara hai rakhwala bansi wala hai he sanwariya more sanwariya do nainan ke deep jala ke do nainan ke deep jala ke geet preet ke gaau main geet preet ke gaau main man ka mangal thaal saja kar man ka mangal thaal saja kar prem ka bhog chadhaaun main prem ka bhog chadhaaun main tera jeevan sathi hu tu deepak hai main baati hu main tera jeevan sathi hu tu deepak hai main baati hu sanwariya more sanwariya tera mera sath purana tera mera sath purana janm janm ka nata mera janm janm ka nata pal pal tere geet rasile pal pal tere geet rasile kaan papiha gaata ho kaan papiha gaata main bijali hu tu badal hai main naina hu tu kajal hai main bijali hu tu badal hai main naina hu tu kajal hai na gariya more sanwariya jeevan ka tu ujiyara hai rakhwala bansi wala hai he sanwariya more sanwariya