SONG: Jeevan Hai Bekar Bina Tumhare - जीवन है बेकार बिना तुम्हारे बिना तुम्हारे

Jeevan Hai Bekar Bina Tumhare - जीवन है बेकार बिना तुम्हारे बिना तुम्हारे

LYRICS:
jivan hai bekar bina tumhare bina tumhare jivan hai bekar bina tumhare bina tumhare suna sab sansar bina tumhare bina tumhare suna sab sansar bina tumhare bina tumhare bina tumhare in nainan me bina tumhare in nainan me ghor andhera chaye bina tumhare in nainan me ghor andhera chaye chalti hui hawa tham jaye chalti hui hawa tham jaye sukh ki sans na aaye sukh ki sans na aaye tute dil ke taarbina tumhare bina tumhare tute dil ke taar bina tumhare bina tumhare hamse na bedh chupao sajni hamse na bedh chupao khud bano na hame banao hamse na bedh chupao sajni hamse na bedh chupao man me aur juban par bhala ye kaisa dhokha man me aur juban par bhala ye kaisa dhokha jiski man me chah usi ye ko roka vo toka jiski man me chah usi ko ye roka vo toka kon kaha preet use ye kaisa ulta pyar ye kaisa ulta pyar jivan hai bekar bina tumhare bina tumhare suna sab sansar bina tumhare bina tumhare tum ho tum ho paas to ujhdi bagiya pal bhar me bas jaye pal bhar me bas jaye maut jindagi bane anokhi maut jindagi bane anokhi rangat muh par aaye rangat muh par aaye mast hawa me hasi khushi ki mast hawa me hasi khushi ki gunj uthe jankar gunj uthe jankar jivan hai bekar bina tumhare bina tumhare suna sab sansar bina tumhare bina tumhare