SONG: Jeevan Dhoop Chao Ka Khel - जीवन धूप छाँव का खेल

Jeevan Dhoop Chao Ka Khel - जीवन धूप छाँव का खेल

LYRICS:
jivan dhup chaw ka khel jivan dhup chaw ka khel dhup chaw ka khel jivan dhup chaw ka khel kaya hai mati ka khilona mati ka khilona kaya hai mati ka khilona mati ka khilona tut gaya to bhi kya rona tut gaya to bhi kya rona to bhi kya rona hota hai jo kuch hai hona hota hai jo kuch hai hona sukh dukh has kar jhel jivan dhup chaw ka khel jivan dhup chaw ka khel bahti chali samay ki dhara samay ki dhara bahti chali samay ki dhara bajta sanso ka do tara bajta sanso ka do tara ye jiwan sangeet hamara ye jiwan sangeet hamara khatir jan ka mel jiwan dhup chaw ka khel jiwan dhup chaw ka khel dhup chaw ka khel jiwan dhup chaw ka khel