SONG: Jeene Ka Raaz - जीने का राज़ मैंने

Jeene Ka Raaz - जीने का राज़ मैंने

LYRICS:
jeene ka raaz meine mohabbat mein pa liya jeene ka raaz meine mohabbat mein pa liya jiska bhi gum hua use apna bana liya tum gum ka bujh ro ke bhi halka na kar sake tum gum ka bujh ro ke bhi halka na kar sake maine hansi ki aad mein har gum chhupa liya meine hansi ki aad mein har gum chhupa liya sunne ko jab na koi mila dastane gum aaina rakh ke saamne khud ko suna liya aaina rakh ke saamne khud ko suna liya jeene ka raj maine mohabbat mein pa liya