SONG: Jeena Hai Kya Koi Kya Jaane O Diwane Jhum Le - जीना है क्या कोई क्या जाने ओ दीवाने झूम ले

Jeena Hai Kya Koi Kya Jaane O Diwane Jhum Le - जीना है क्या कोई क्या जाने ओ दीवाने झूम ले

LYRICS:
jina hai kya jina hai kya jina hai kya koi kya jane o diwane jhum le khushi me jiya chum le hansi me kya hai aur zindagi mere yaro hole hole jiya dole dole dole aaja hole hole hole o dilruba dilruba aa bhi ja dil lagi bekhudi hai yahi zindagi koi bahana dhund le pyar ka daman chum le aur bin piye ghume ja jina hai kya koi kya jane o diwane jhum le khushi me jiya chum le hansi mse kya hai aur zindagi mere yaro hole hole jiya dole dole dole aaja hole hole hole o dilruba dilruba aa bhi ja rut jawa dil jawa kah bhi le dasta abhi se kyu majbur hai abhi sawera dur hai dil ki sama na bujha jina hai kya koi kya jane o diwane jhum le khushi me jiya chum le hansi me kya hai aur zindagi mere yaro hole hole jiya dole dole dole aaja hole hole hole o dilruba dilruba aa bhi ja