SONG: Jee Lagta Nahi Apna In Desi Najaare Me - जी लगता नहीं अपना इन देसी नजारों में

Jee Lagta Nahi Apna In Desi Najaare Me - जी लगता नहीं अपना इन देसी नजारों में

LYRICS:
ji lagta nahi apna in desi najaro me le jao mujhe yaro europe ki baharo me ji lagta nahi apna in desi najaro me le jao mujhe yaro europe ki baharo me ji lagta nahi apna jaha husn hai albela bekaid jawani hai har julf sunhari hai har shakl suhani hai jaha husn hai albela bekaid jawani hai har julf sunhari hai har shakl suhani hai is desh ki to yaro har chiz purani hai ji lagta nahi apna in desi najaro me le jao mujhe yaro europe ki baharo me ji lagta nahi apna badnam nahi hota waha pyar ka afsana or band nahi hota pal bhar koi maykhana badnam nahi hota waha pyar ka afsana or band nahi hota pal bhar koi maykhana gardish me jo aaye jaye rukta nahi paymana ji lagta nahi apna in desi najaro me le jao mujhe yaro europe ki baharo me ji lagta nahi apna