SONG: Jayen To Jayen Kahan - जाये तो जाये कहाँ

Jayen To Jayen Kahan - जाये तो जाये कहाँ

LYRICS:
jaaye to jaaye kahan jaaye to jaaye kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki juban jaaye to jaaye kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki juban jaaye to jaaye kahan o jaane waale daaman chhudake mushkil hain jeena, tujhko bhula ke o jaane waale o jaane waale daaman chhudake mushkil hain jeena, tujhko bhula ke isse to hain, maut aasan jaaye to jaaye kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki juban jaaye to jaaye kahan seene mein shole, saanso mein aahe is zindagi se kaise nibhaye seene mein shole seene mein shole, saanso mein aahe is zindagi se kaise nibhaye har jajba hain veeran jaaye to jaaye kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki juban jaaye to jaaye kahan