SONG: Jayega Janewale Kaha - जायेगा जानेवाला कहा

Jayega Janewale Kaha - जायेगा जानेवाला कहा

LYRICS:
Jayega Janewale Kaha Jayega Janewale Kaha manzil to pass hai milne ki aas hai tu kyu udas hai Jayega Janewale Kaha Jayega Janewale Kaha apni manzil pe dhokha to khayega dil apni manzil pe dhokha to khayega dil paw uthege to baeth jayega dil paw uthege to baeth jayega dil manzil to pass hai milne ki aas hai tu kyu udas hai Jayega Janewale Kaha Jayega Janewale Kaha tere paw ki janjeer ban jaogi tere paw ki janjeer ban jaogi teri manzil ki taqdeer ban jaogi teri manzil ki taqdeer ban jaogi manzil to pass hai milne ki aas hai tu kyu udas hai Jayega Janewale Kaha Jayega Janewale Kaha