SONG: Jaye To Jaye Kahan - जाएं तो जाएं कहाँ

Jaye To Jaye Kahan - जाएं तो जाएं कहाँ

LYRICS:
jaye to jaye kahan jaye to jaye kahan jaye to jaye kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zuban jaye to jaye kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zuban jaye to jaye kahan maayusiyo ka majma hai ji me kya rah gaya hai is zindagi me maayusiyo ka maayusiyo ka majma hai ji me kya rah gaya hai is zindagi me
ruh me gham dil me dhua jaye to jaye kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zuban jaye to jaye kahan unka bhi gham hai apni bhi gham hai ab dil ke bachne ki ummed kam hai unka bhi gham hai unka bhi gham hai apni bhi gham hai ab dil ke bachne ki ummed kam hai ek kashti sau tufaan jaye to jaye kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki jubaan jaye to jaye kahan