SONG: Jaye Shravan Kumar - जाए श्रवण कुमार

Jaye Shravan Kumar - जाए श्रवण कुमार

LYRICS:
jaye shravan kumar, jaye shravan kumar jaye shravan kumar, jaye shravan kumar pahla tirath bavapuri ka, chapaner biraje parvat upar maa ka mandir jag me mahima gaye ghante ki dhwani se gunje maa ki jai jaikaar jaye shravan kumar, jaye shravan kumar duja tirath chandichamunda karaye bhavsagar paar jaye shravan kumar tija tirath amba maa ka unche khappar maathe, trishul chunari shri phal kumkum, sobhe jinke haathe maa ka deep jale gabbar par ambika ke dwaar, jaye shravan kumaar jaye shravan kumar, jaye shravan kumar odiyarmaa ki kripa jo hove bane bigadte kaaj darshan kar le jo mata ke uska beda paar, jaye shravan kumar panchva tirath bahuchrma ka maa jag ki taaran haar bahuchrma jai bahucharma jag janani ka avtaar jaye shravan kumar chhantwaa tirath harisiddhi ka riddhi siddhi ka rup jiski kripa se paar lagega rank aur kya bhut paap vinochan harisiddhi maa jag ki taaran haar jaye shravan kumar sanke maata ki ho aarti ghanta dhwani gunjaar shish jhukaye bhakti bhaav se mukti dhaaran aadhar jaye shravan kumar jai ? mayiya, jai ? mayiya jai sarswati maata, jai sarswati maata jai gayatri maata, jai gayatri maata jai gayatri maata, jai gayatri maata