SONG: Jaye Na Pakad Kahi Roz Roz Ki Chori - जाये ना पकड़ कही रोज़ रोज़ की चोरी

Jaye Na Pakad Kahi Roz Roz Ki Chori - जाये ना पकड़ कही रोज़ रोज़ की चोरी

LYRICS:
jaye na pakad kahi roz roz ki chori haye re kalai mat tham sajna mori jaye na pakad kahi roz roz ki chori haye re kalai mat tham sajna mori raste me tune aaj fir rat ki aanhko aankho me pyar ki bat ki raste me tune aaj fir rat ki aanhko aankho me pyar ki bat ki dekho ji buri hai yahi bat balma tori haye re kalai mat tham sajna mori jaye na pakad kahi roz roz ki chori haye re kalai mat tham sajna mori kya janu re mai jalima na sata dhadkan kya bole ye mujhe kya pata kya janu re mai jalima na sata dhadkan kya bole ye mujhe kya pata mai to sahar ki hu ek bholi bhali chori haye re kalai mat tham sajna mori jaye na pakad kahi roz roz ki chori haye re kalai mat tham sajna mori dekho roko na hath mera tham ke ruk jaungi mai pyar ke nam se dekho roko na hath mera tham ke ruk jaungi mai pyar ke nam se ye diwane bandhe kahe prem ki dori jaye na pakad kahi roz roz ki chori haye re kalai mat tham sajna mori