SONG: Jawani Ne Ishara Kiya - जवानी ने इशारा किया

Jawani Ne Ishara Kiya - जवानी ने इशारा किया

LYRICS:
jawani ne ishara kiya jawani ne ishara kiya dil bola haye dil bola haye meri dunia lut jaye jawani ne ishara kiya jawani ne ishara kiya dil bola haye dil bola haye meri dunia lut jaye jawani ne ishara kiya jawani ko na dekho jawani ko na dekho badi jalim jawani hai jawani ko na dekho badi jalim jawani hai andar se andar se aag hai upar se pani hai jo bhi piye jal jaye jal jaye jo bhi piye jal jaye jal jaye jawani ne ishara kiya jawani ne ishara kiya dil bola haye dil bola haye meri dunia lut jaye jawani ne ishara kiya jawani se na khelo jawani se na khelo ye jawani bahta pani hai jawani se na khelo ye jawani bahta pani hai chaar dino ki mauj hai dard bhari kahani hai chaar dino ki mauj hai dard bhari kahani hai jo bhi khele pachtaye pachtaye jo bhi khele pachtaye pachtaye jawani ne ishara kiya jawani ne ishara kiya dil bola haye dil bola haye meri dunia lut jaye jawani ne ishara kiya