SONG: Jawani Na Aati Na Dil Bhi Lagaate - जवानी ना आती

Jawani Na Aati Na Dil Bhi Lagaate - जवानी ना आती

LYRICS:
jawani na aati jawani na aati na dil bhi lagate jawani na aati na dil bhi lagate tadpate na armaan na aansu bahate tadpate na armaan na aansu bahate jawani na aati na dil bhi lagate na ummed badhti na bechain hote na ummed badhti na bechain hote meri jindagi mein agar tum na aate meri jindagi mein agar tum na aate tadpate na armaan na aansu bahate jawani na aati na dil bhi lagate sitaaro se karte na raaton mein baate sitaaro se karte na raaton mein baate sitaaro se karte na raaton mein baate kahani na apni kisi ko sunate kahani na apni kisi ko sunate tadpate na armaan na aansu bahate jawani na aati na dil bhi lagate jawani na aati