SONG: Jawani Me Toh Ek Dil Ki Zaroorat - जवानी में तो एक दिल की जरुरत

Jawani Me Toh Ek Dil Ki Zaroorat - जवानी में तो एक दिल की जरुरत

LYRICS:
jawani mein to jawani mein to ek dil ki jarurat ho hi jati hai nigahen mil hi jati hai mohabbat ho hi jati hai jawani mein to jawani mein to ek dil ki batao hum bataye kis tarah dil ki umango ko batao hum bataye kis tarah dil ki umango ko tumhe dekhe to bekabu tabiyat ho hi jati hai tumhe dekhe to bekabu tabiyat ho hi jati hai nigahen mil hi jati hai mohabbat ho hi jati hai mohabbat ho hi jati hai jawani mein to jawani mein to ek dil ki nahi aasan sabase apne dil ki baat kah dena nahi aasan sabase apne dil ki baat kah dena magar jab tujhko na dekhu to himmat ho hi jati hai magar jab tujhko na dekhu to himmat ho hi jati hai nigahen mil hi jati hai mohabbat ho hi jati hai mohabbat ho hi jati hai jawani mein to jawani mein to ek dil ki hasino ki to dilo par inayat ho hi jati hai hasino ki to dilo par inayat ho hi jati hai yahan par aane valo ki hajamat ho hi jati hai yahan par aane valo ki hajamat ho hi jati hai nigahen mil hi jati hai mohabbat ho hi jati hai mohabbat ho hi jati hai jawani mein to jawani mein to ek dil ki hame dil ki jarurat hai na in rangin adao ki hame dil ki jarurat hai na in rangin adao ki magar chalate hai sadako pe jarurat ho hi jati hai magar chalate hai sadako pe jarurat ho hi jati hai nigahen mil hi jati hai mohabbat ho hi jati hai mohabbat ho hi jati hai jawani mein to jawani mein to ek dil ki