SONG: Jawani Me Budhapa Hai - जवानी मे बुढ़ापा है

Jawani Me Budhapa Hai - जवानी मे बुढ़ापा है

LYRICS:
mujhe dekh ke janeman kyu aise hairan hai sath sal ki umar hai lekin, dil abhi jawan hai kahani me hakikat hai, hakikat me jawani hai jawani me bhudapa hai, bhudape me jawani hai jawani me bhudapa hai, bhudape me jawani hai kahani me hakikat hai, hakikat me jawani hai jawani me bhudapa hai, bhudape me jawani hai jawani me bhudapa hai, bhudape me jawani hai maine bachpan se khaya hai pista aur badam maine bachpan se khaya hai pista aur badam shokh hasino ki sangat me raha main subah sham isiliye to isliye to mere lahu me abhi talak rawani hai jawani me bhudapa hai, bhudape me jawani hai jawani me bhudapa hai, bhudape me jawani hai suraj chand sitaro se bhi tej hai meri nazar suraj chand sitaro se bhi tej hai meri nazar dekh mere baju ki takat dekh na meri umar vo sharab vo sharab utni nashili jitni adhik purani hai jawani me bhudapa hai, bhudape me jawani hai jawani me bhudapa hai, bhudape me jawani hai name dil ek hai dil sadiyo se diwana hai mera aur majnu ka toh ek hi gharana hai umar meri hai abhi khelne khane ki hasino mahjamino se nazar ladane ki husn tera jalta shola ishq mera thanda pani husn tera jalta shola ishq mera thanda pani dil ki aag bhuja le rani ruut ye badi mastani hai jawani me bhudapa hai, bhudape me jawani hai jawani me bhudapa hai, bhudape me jawani hai kahani me hakikat hai, hakikat me jawani hai jawani me bhudapa hai, bhudape me jawani hai jawani me bhudapa hai, bhudape me jawani hai