SONG: Jawani Jis Pe Aayi - जवानी जिस पे आई

Jawani Jis Pe Aayi - जवानी जिस पे आई

LYRICS:
jawani jis pe aayi diwana ho gaya hoye diwana ho gaya diwana do jahan se begana ho gaya hoye begana ho gaya hoye hoye hoye hoye hoye allah re kisse kahiye jawani ka sama ho jawani ka sama kisi ki hain khudai hoye kisi ka hain jahan hoye hoye hoye hoye hoye jawani ko shriro shokh nazaro ki jarurat hain jawani wo kayamat hain jo had se khubsurat hain jawani zindagi ka husn hain jane to aalam hain nahi jane to aalam kya hain ye mane to aalam hain ye mane to aalam hain ye mane to aalam hain ye mane to aalam hain allah re kisse kahiye jawani ka sama hoye hoye hoye hoye hoye jawani khud hi sagaar hain, jawani khud hi maikhana jawani ka nasha sabko bana deta hain diwana jawani me jo masti hain jo maikhano ko le dube jawani rosh me aaye to tufano ko le dube jawani wo hain jiske ek halke se ishaare par safine dono aalam ke pahunch jaye kinare par badal dali jawa khaabo ki tabeere badal dali jawani ne shehnshao ki taqdeere badal dali ke taqdeere badal dali ke taqdeere badal dali ke taqdeere badal dali allah re kisse kahiye jawani ka sama hoye hoye hoye hoye hoye jawani sirf jawani hain jawani sirf shabnam hain jawani sirf tanhaai jawani ek angdaai jawani zehar ka pyaala jawani chand ka haala jawani ko jafa kahiye jawani ko wafa kahiye jawani ek kahani hain jawani gairfani hain jawani sirf jawani hain kayamat hain duhaai hain jawani ka zamana hain jawani ka zamana hain jawani ki khudaai hai