SONG: Jawani Badi Cheez Hai

Jawani Badi Cheez Hai

LYRICS:
jawani badi cheez hai husnwalo ye din hai kisi ko bhi apna bana lo apna bana lo gale se laga lo jawani badi cheez hai husnwalo ye din hai kisi ko bhi apna bana lo husnwalo ye jataye ki ya sitam thik nahi ye sharart ye bahane ye kasm thik nahi jise shohrat ho aisa koi kaam karo husn ke naam ko duniya me na badnaam karo ye jamana hai yaha zohra ji ki aur bhi hai ek tu hi nahi duniya me hasi aur bhi hai aaj kal ishq mohabbat ka me naa chahne walo ka me husn phulo ki jawani hai sambhalo isko char din ki jawani hai sambhalo isko jawani badi cheez hai husnwalo ye din hai kisi ko bhi apna bana lo apna bana lo gale se laga lo jawani badi cheez hai husnwalo ye din hai kisi ko bhi apna bana lo yaar gale ka bhi tum khub sila dete ho jisko chaho usko miti me mila dete ho dosti bhi nibhana nahi aata tumko maar dete ho chilana bhi nahi aata tumko aye hasino tumhe ulfat ki jawani ki kasam mast jalwo ki mast jawani ki kasam mast aadao ki kasam teerchi nighao ki kasam udti julfo ki kasam jhumti baho ki kasam tum agar chaho to jeene ka sahara ho jaye jo ek bar tumko dekhe tumhara ho jaye jawani badi cheez hai husnwalo ye din hai kisi ko bhi apna bana lo apna bana lo gale se laga lo jawani badi cheez hai husnwalo ye din hai kisi ko bhi apna bana lo pyar me dil ka jalana koi tumse sikhe aur waade pe na aana koi tumse sikhe tum ho shahi se dusman ho jigar dil ke tumne kaate hai mohabbat me gale dil ke kya banawat hai ki har bar kasam khaate ho apni aadat se magar baaj nahi aate ho chul jate ho har ek baat badi muskil hai aise aalam me mulakat badi muskil hai aye ayenk ki nishani tumhe malum nahi kisko kahete hai jawani tumhe malum nahi jawani badi cheez hai husnwalo ye din hai kisi ko bhi apna bana lo apna bana lo gale se laga lo jawani badi cheez hai husnwalo ye din hai kisi ko bhi apna bana lo baal aise hai ki barsaat bhi pani mange chandni raat bhi dekhe to jawani mange aisi aankhe aisi aankhe ki jhalkte huye pyaale bhake husn aisa ki dekhne wale sabhi bhake julfe khul jaye to baadal ko pasina aaye gungunata hua sawan ka mahina aaye nabh aisi ki har cheez ko khali kar de kya ishare hai ki pathr ko bhi pani kar de kya ada hai haaye kya ada hai jara ada ko pehchano aye shalahkar hasino mera kahena mano jawani badi cheez hai husnwalo ye din hai kisi ko bhi apna bana lo apna bana lo gale se laga lo jawani badi cheez hai husnwalo ye din hai kisi ko bhi apna bana lo kya shararat hai apno ko satane ke liye pyar karte ho jamane ko dekhane ke liye jalwa dikhate ho diwana bana ke liye waade karte ho ghutghut ke jalane ke liye samne aate ho ayehshaan jatane ke liey yani tum apna banate ho mitane ke liye mehrba jiske huye usko sambhalne na diya is tarha mara ki phru ki badlne na diya yahi aalam hai ki ek din tumhe rona hoga dil jalaoge to aangaro pe sona hoga jawani badi cheez hai husnwalo ye din hai kisi ko bhi apna bana lo apna bana lo gale se laga lo jawani badi cheez hai husnwalo ye din hai kisi ko bhi apna bana lo