SONG: Jawaan Jawaan Husn Ke Rangin Ye Khafile - जवां जवां हुस्न के रंगीन ये काफिले

Jawaan Jawaan Husn Ke Rangin Ye Khafile - जवां जवां हुस्न के रंगीन ये काफिले

LYRICS:
jawa jawa husn ke rangin ye kafile awaz dete mujhe aa aa aa bhi ja jawa jawa husn ke rangin ye kafile awaz dete mujhe aa aa aa bhi ja jawa jawa husn ke bikhri hai mahakti sanso ki khusbu madhosh hawao me simti hai mohabbat ke saye palko ki nashili chaw me aanhko ka ishara hua o o dil gaya dil ko sahara koi o o mil gaya aanhko ka ishara hua o jane jigar khamosh najar ban gayi dhadkte dil ki dua jawa jawa pyar ke rangin ye kafile awaz dete mujhe aa aa aa bhi ja jawa jawa pyar ke saki hai bani chachal bijli chalke hai ghata se paymane ab in tufano me dil ka kya hoga hal khuda jane chaya to kabhi nahi tha o o o ye nasha khud bhi na janu mujhe o o o kya hua chaya to kabhi nahi tha bahke nadan arman jawa ab hosh kise hai hum hai kaha jawa jawa husn ke rangin ye kafile awaz dete mujhe aa aa aa bhi ja jawa jawa husn ke