SONG: Javaan Hai Mohabbat Hasin Hai Zamaanaa - जवां हैं मोहब्बत, हसी हैं ज़माना

Javaan Hai Mohabbat Hasin Hai Zamaanaa - जवां हैं मोहब्बत, हसी हैं ज़माना

LYRICS:
javaan hai mohabbat, hasi hai zamana lutaya hai dil ne, khushi ka khazana javaan hai mohabbat, hasi hai zamana lutaya hai dil ne, khushi ka khazana mohabbat kare khush rahe muskuraye, khush rahe muskuraye mohabbat kare khush rahe muskuraye, khush rahe muskuraye na soche hame kya kahega zamana, kya kahega zamana javaan hai mohabbat, hasi hai zamana lutaya hai dil ne, khushi ka khazana abhi tak mujhe yaad hai vo kahani, yaad hai vo kahani abhi tak mujhe yaad hai vo kahani, yaad hai vo kahani na bhulega bachpan ka rangi zamana, ha rangi zamana javaan hai mohabbat, hasi hai zamana lutaya hai dil ne, khushi ka khazana kya aankho aankho me baate hui hai kya aankho aankho me baate hui hai kisine na dekha kisine na jaana, ha kisine na jaana javaan hai mohabbat, hasi hai zamana lutaya hai dil ne, khushi ka khazana tum aaye ke bachpan mera laut aaya, laut aaya tum aaye ke bachpan mera laut aaya, laut aaya mila hai mujhe zindagi ka bahana, zindagi ka bahana javaan hai mohabbat, hasi hai zamana lutaya hai dil ne, khushi ka khazana