SONG: Jashne Bahara Mahfile Aala Aabad Rahe - जशने बहारा महफिले आला आबाद रहे

Jashne Bahara Mahfile Aala Aabad Rahe - जशने बहारा महफिले आला आबाद रहे

LYRICS:
jashne bahara mahfile aala abad rahe jashne bahara mahfile aala abad rahe ho aaj ki rat sabko yad rahe jashne bahara mahfile aala abad rahe aaj ki rat sabko yaad rahe ye mohabbat ye jawani ye najar or ye najara kaun samjhega kisine kya kiya kisko ishara rakt ye jari rahe ye nasha taari rahe rakt ye jari rahe ye nasha taari rahe mere mehmano ka dilshad rahe aaj ki rat sab ko yad rahe jashne bahara mahfile aala abad rahe aaj ki rat sabko yaad rahe ho aankho aankho me wafa ka ek afsana bana hai shama parwana mile hai ishk diwana bana hai roshni hai dur tak kal subah ke nur tak roshni hai dur tak kal subah ke nur tak hotho pe mubarakbaad rahe jashne bahara mahfile aala abad rahe aaj ki rat sabko yaad rahe jashne bahara mahfile aala abad rahe aaj ki rat sabko yaad rahe