SONG: Janoon Na - जनून ना

Janoon Na - जनून ना

LYRICS:
teri ye saans mera dum seene pe marham tera lihaf hai garam bhulna nahi tu sukoon piya hai agli subah to ankhein nam thi raatein bahem daaye baaye tere kadam ghar ghar tu mashoor piya hai chehra hai paheli tera dil bhi kya siyahi tera jaanoon na jaanoon na seene mein tere kya saansein hai ya dhua main jaanoon na ankhon mein teri dhundhu chand main lekin raat amavas ki hi mili hai teri sirat dagga puri tarah chhaya bhi farebi tera sachcha hain kya kuch bhi tera jaanoon na jaanoon na seene mein tere kya saansein hai ya dhua main jaanoon na main jaanoon na haan jaanoon na seene mein tere kya saansein hai ya dhua main jaanoon na main jaanoon na haan jaanoon na jaanoon na main jaanoon na seene mein tere kya aaha main jaanoon na.