SONG: Jang Ka Dushman Aman Ka Saathi - जंग का दुश्मन अमन का साथी

Jang Ka Dushman Aman Ka Saathi - जंग का दुश्मन अमन का साथी

LYRICS:
jang ka dushman aman ka sathi hindustan hamara hai hum hai hindustani aur jay hind hamara nara hai jang ka dushman aman ka sathi hindustan hamara hai hum hai hindustani aur jay hind hamara nara hai hindustan hamara hai hindustan hamara hai hanth pe hanth na rakh kar baitho aao kadam bathao hanth pe hanth na rakh kar baitho aao kadam bathao apne in fouladi hantho ke jouhar dikhlao apne in fouladi hantho ke jouhar dikhlao aaj himallay ki choti par ye jhanda laharao ye jagir hamari hai is par adhikar hamara hai hum hai hindustani aur jay hind hamara nara hai hindustan hamara hai hindustan hamara hai aao bahno utho aur mardo ka hanth batao sarojani sultanna jhansi ki rani ban jao veer hai hum kamjor nahi ye duniyan ko dikhalao desh ki raksha karna sabase pahala farj hamara hai hum hai hindustani aur jay hind hamara nara hai jang ka dushman aman ka sathi hindustan hamara hai hum hai hindustani aur jay hind hamara nara hai hindustan hamara hai hindustan hamara hai kah do ye lalkar ke chalke un bathate tufano se kah do ye lalkar ke chalke un bathate tufano se jaal kisi ne aise fenke hat jao maidano se jaal kisi ne aise fenke hat jao maidano se khel nahi takrana aajadi ke diwano se dub nahi sakati ye naiya laharo ki bouchharo se hum hai hindustani aur jay hind hamara nara hai jang ka dushman aman ka sathi hindustan hamara hai hum hai hindustani aur jay hind hamara nara hai hindustan hamara hai hindustan hamara hai