SONG: Janey Woh Kaun Hai Kya Nam Hai Unn Aankho Kaa - जाने वो कौन है क्या नाम है उन आँखों का

Janey Woh Kaun Hai Kya Nam Hai Unn Aankho Kaa - जाने वो कौन है क्या नाम है उन आँखों का

LYRICS:
jane wo kaun hai kya naam hai un aankho ka dil pe anjani si tasveer bana deti hai bhuj ke reh jati hai jab koi tamanna dil me ek charag aur bhi chupke se jala deti hai jane wo kaun hai mujhko behlati hai nashad jo hota hu kabhi nind me rang milati hai jo sota hu kabhi jagta hu to haye jagta hu to kayi khawab dikha deti hai jane wo kaun hai kya naam hai un aankho ka jab bhi uthati hai chhalakti hai gulabi ki tarah der tak main to bahekta hu sharabi ki tarah kya kahu chupke se haye kya kahu chupke se kya chij pila deti hai, jane wo kaun hai roz milti hai wo tanha nahi rehne deti ye hai baat aur ke apna nahi kehne deti aur keh du to haye aur keh du to palak hans ke jhuka deti hai, jane wo kaun hai