SONG: Jane Ye Kya Ho Gaya - जाने ये क्या हो गया

Jane Ye Kya Ho Gaya - जाने ये क्या हो गया

LYRICS:
jaane ye kya ho gaya ha dil mera khone laga udti firu yaha waha na jaane kaha mausam hai ashikana rut ye suhaani hai baaho me le le koi tadpe jawani hai mausam hai ashikana rut ye suhaani hai baaho me le le koi tadpe jawani hai aaja piya tu aa le jaa jaane ye kya ho gaya ha dil mera khone laga udti firu yaha waha na jaane kaha chaal hai meri mastani haay re jawani deewani jiyra mera bas me nahi apne se hun me anjaani chaal hai meri mastani haay re jawani deewani jiyra mera bas me nahi apne se hun me anjaani jaha jaha me dekhu tera hi chehra hai mere jiwan ka jaise tu hi savera hai ab na sata tu aa bhi jaa jaane ye kya ho gaya ha dil mera khone laga udti firu yaha waha na jaane kaha parvato me tu nadiyo me tu baago me tu aur kaliyo me tu anjaana ham saya mere dil ki galiyo me tu parvato me tu nadiyo me tu baago me tu aur kaliyo me tu anjaana ham saya mere dil ki galiyo me tu tere milan ke sapne aankho me rehte hai meri yaado ke sagar jiwan me bahte hai apna bana tu aa bhi jaa jaane ye kya ho gaya ha dil mera khone laga udti firu yaha waha na jaane kaha