SONG: Jane Ye Kaisa Ishara - जाने ये कैसा इशारा

Jane Ye Kaisa Ishara - जाने ये कैसा इशारा

LYRICS:
jane ye kaisa ishara ho gaya hai ye dil bhi hamara tumhara ho gaya hai jane ye kaisa ishara ho gaya hai ye dil bhi hamara tumhara ho gaya hai nichi nigaho ne jane kya kaha pahlu mein dekha to dil na raha nichi nigaho ne jane kya kaha pahlu mein dekha to dil na raha nichi nigaho ne jane kya kaha pahlu mein dekha to dil na raha dil tha kabhi na jane wala jane kaun sa jaadu dala bolo kaun sa jadu dala jo tumhara ho gaya jane ye kaisa ishara ho gaya hai ye dil bhi hamara tumhara ho gaya hai sine mein shola bhadkta hua dekho mera dil dhadkta hua sine mein shola bhadkta hua dekho mera dil dhadkta hua aaye kaun ise samjhane papi bat na meri mane jane ye kaisa ishara ho gaya hai ye dil bhi hamara tumhara ho gaya hai aankho se nind gayi dil se karar aaya hai kaisa sitam leke yaar aankho se nind gayi dil se karar aaya hai kaisa sitam leke yaar apna chain gawa ke baithe ye tumhara ho gaya jane ye kaisa ishara ho gaya hai ye dil bhi hamara tumhara ho gaya hai jane ye kaisa ishara ho gaya hai ye dil bhi hamara tumhara ho gaya hai